in Genre - Hope Genre - Humanity PH 2018 (Poems) Poems - Urdu Poems by Quaiser Khalid

Urdu Poem – 5

By Quaiser Khalid

Although I am convinced of my humanity,

I wouldn’t recognise myself if I passed him on the street of existence.

The one that was never spent as per my wishes’

The one that was never lived on my terms, I am that life.

It’s only the present which matters to me,

I neither was nor will be but I only am.

There is no escape from my sins,

Heaven’s disgrace has become my shadow.

Yaqee’n hai yu’n to mujhe bhi ke Aadmi hoo’n mai’n,

Daroone-zaat maGar khud se ajnabi hoo’n mai’n

Basar huwee na kisi din jo meri marzee se,

Na ji saka kabhi jis ko who zindaGi hu’n mai’n

Mai’n apne aaj mei’n zinda rahoo’n yeh kaafi hai,

Mai’n kal tha aur na kal hoonGa, par abhi hoo’n mai’n.

Azal se aaj talak saath hai’n Gunaah mere,

Bahisht mei’n bhi jo ruswaa huwa wahi hoo’n mei’n.